Monday, 4 August 2025

jhuki jhuki si nazar

jhuki jhuki si nazar beqaraar hai ke nahin

daba daba sa sahee dil mein pyaar hai ke nahin


tu apne dil ki jawaan dhadkanon ko gin ke bata

meri tarah tera dil beqaraar hai ke nahin


wo pal ke jis mein mohabbat jawaan hoti hai

us ek pal ka tujhe intezaar hai ke nahin


teri umeed pe thukraa raha hoon duniya ko

tujhe bhee apne pe ye aitbaar hai ke nahin


'Arth'

Javed Akhtar / Jagjith Singh


അർദ്ധനിമീലിതമാം നിൻ മിഴികൾ അസ്വസ്ഥമല്ലേ!

അടക്കിവെച്ചതെങ്കിലും നിൻ്റെ ഹൃദയത്തിൽ പ്രണയമില്ലേ!


സ്വന്തം ഹൃദയത്തുടിപ്പുകളെണ്ണി നീ പറയൂ,

എന്നെപ്പോലെ നിൻ്റെയും ഹൃദയം അസ്വസ്ഥമല്ലേ!


പ്രണയം യൗവനയുക്തമാകുന്ന നിമിഷം,

നീയും ആ നിമിഷത്തെ പ്രതീക്ഷിച്ചിരിക്കയല്ലേ!


നിന്നിൽ പ്രതീക്ഷയർപ്പിച്ച്, ലോകത്തെ തിരസ്കരിക്കുകയാണ്,

നിനക്കും നിന്നിൽ ആ വിശ്വാസമില്ലേ!


പരിഭാഷ: ഷാജി ആലുങ്ങൽ




No comments:

Post a Comment

un ko ye shikāyat

un ko ye shikāyat hai ki ham kuchh nahīñ kahte  apnī to ye aadat hai ki ham kuchh nahīñ kahte  majbūr bahut kartā hai ye dil to zabāñ ko  ku...